Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya : Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar-e-Rahmat nahi karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai.
(Sahih Bukhari, Vol 7, 5783)