Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya : Allah subhanahu us shaksh ki taraf nazar-e-Rahmat nahi karega jo apna kapda takabbur aur Gurur ki sabab se Zameen par Ghaseet kar chalta hai.
(Sahih Bukhari, Vol 7, 5783)

Quotes By Bukhari
Top Topicsall topics
Random Hadees
Rasullulah ﷺ ne farmaaya: "Jin logon ko Allah Ta'ala ne maal diya aur woh us ki Zakaat ada nahin karte, Qayaamat ke din un ka yeh maal ek bahot hi zahreele aur ganje saanp ki shakl mein saamne aayega uski aankhonke ke paas do siyah nukhte honge woh un ki gardan mein lipat jaayega aur un ke jabdon mein noch noch kar kahega. Main tumhaara jama kiya huwa maal hoon, main tumhaara khazaana hoon".
(Bukhari: 1403)