Rasool ﷺ ne farmaaya: Jab tum kisi mareez ke paas (us ka haal poochne ke liye) jaao to us ki zindagi ke baare me tasalli ki baat kaho, kyun ke tumhaari yeh baatein agarche Allah ke faisle ko to nahin badal sakti hai magar is se mareez ka dil khush hoga.


(Tirmizi: 2087)

QURANISM.NET
Tirmidhi hadees in hindi, urdu Mareez hadees in hindi urdu english

Random Hadees

JUMAH KE DIN SURAH AL KAHAF KI TILAWAT

Hazrat Abu Sai'd Al Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool Allah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya, Jis ne Jumah ke din surah al Kahaf padhi to uss ke liye iss jumah se le kar dosre jumah tak noor ko roshan kar diya jata hai.

( Sahih Al -Jaami :6470)