Rasool ﷺ ne farmaaya: Jis ne shohrat ka kapda pehna, Allah Ta'ala us ko qayaamat ke din zillat wa ruswaai ka kapda pehnaaeinge.


(Ibne Maaja : 3606)

QURANISM.NET
Ibne Maaja hadees in hindi, urdu Qayamat hadees in hindi urdu english

Random Hadees

Rasulullah ﷺ ne farmaaya:

Imaan waalon mein sab se kaamil Imaan waala woh shakhs hai,

Jis ke akhlaaq sab se achchhe hon

Aur tum mein sab se achchhe log woh hain,

Jo apni biwiyon ke haq mein akhlaaq ke etibaar se sab se achchhe hoon.

(Tirmizi: 1162)