Random Hadees

Hadees: Rasullulah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab momin banda koi gunah karta hai, to us ki wajah se us ke dil par ek siyaah nukta lag jaata hai

phir jab woh us gunah se ruk jaata hai aur toba wa istigfaar kar leta hai,

to (woh kaala nukta khatm hojaata hai aur) dil bilkul saaf hojaata hai

(aur agar us ne toba wa istigfaar nahin kiya) aur mazeed gunah karta raha to dil ki woh siyaahi badhti jaati hai

yahaan tak ke poore dil par chha jaati hai.

(Tirimizi: 3334)

Surah Al Fatiha Meaning/ Tarjuma ( Hindi/Urdu/English)

بِسْمِ اللّهِ الرَّحْمـَنِ الرَّحِيمِ

अल्लाह के नाम से जो बड़ा कृपालु और अत्यन्त दयावान हैं।

In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

---------------------- [Ayah- 1, Surah Al-Fatihah]

الْحَمْدُ للّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ

प्रशंसा अल्लाह ही के लिए हैं जो सारे संसार का रब हैं

Praise be to Allah, the Cherisher and Sustainer of the worlds;

---------------------- [Ayah- 2, Surah Al-Fatihah]

الرَّحْمـنِ الرَّحِيمِ

बड़ा कृपालु, अत्यन्त दयावान हैं

Most Gracious, Most Merciful;

---------------------- [Ayah- 3, Surah Al-Fatihah]

مَـالِكِ يَوْمِ الدِّينِ

बदला दिए जाने के दिन का मालिक हैं

Master of the Day of Judgment.

---------------------- [Ayah- 4, Surah Al-Fatihah]

إِيَّاكَ نَعْبُدُ وإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ

हम तेरी बन्दगी करते हैं और तुझी से मदद माँगते हैं

Thee do we worship, and Thine aid we seek. 

---------------------- [Ayah- 5, Surah Al-Fatihah]

اهدِنَــــا الصِّرَاطَ المُستَقِيمَ

हमें सीधे मार्ग पर चला Show us the straight way,

---------------------- [Ayah- 6, Surah Al-Fatihah]

 

صِرَاطَ الَّذِينَ أَنعَمتَ عَلَيهِمْ غَيرِ المَغضُوبِ عَلَيهِمْ وَلاَ الضَّالِّينَ

उन लोगों के मार्ग पर जो तेरे कृपापात्र हुए, जो न प्रकोप के भागी हुए और न पथभ्रष्ट

The way of those on whom Thou hast bestowed Thy Grace, those whose (portion) is not wrath, and who go not astray.

---------------------- [Ayah- 7, Surah Al-Fatihah]