Hazrat Bara Bin 'Azib Raziyallahu 'anhuma riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala agli safon se qareeb saf waalon par rehmat naazil farmaate hain aur uske farishte unke liye dua karte hain. Allah Ta'ala ko us qadam se zyaada koi qadam mehboob nahin, jisko insaan saf ki khaali jagah ko pure karne ke liye uthhaata hai.


 


(Abu Dawud: 543)

QURANISM.NET

Random Hadees

Allah Ta'ala chor par laanat farmaata hai.

Chori karna bahot bada gunaah hai.

Chori karne waale se Allah Ta'al bahot naaraaz hote hain.

Chori karne waala har ek ke nazdeek,

Naapasand aur zaleel hota hai.

(Bukhari: 6799)