Rasullulah ﷺ ne farmaaya: Aye aadam ke bete (insaan) ! Agar tu zaroorat se zaaid maal (bhalaai ke kaamon mein) kharch kar de toh yeh tere liye behtar hai aur agar tu use roke rakhe toh yeh tere liye bura hai.


(Muslim: 2388)

QURANISM.NET
Muslim hadees in hindi, urdu Daulat hadees in hindi urdu english

Random Hadees

Rasool ﷺ ne farmaaya: Jab tum kisi mareez ke paas (us ka haal poochne ke liye) jaao to us ki zindagi ke baare me tasalli ki baat kaho, kyun ke tumhaari yeh baatein agarche Allah ke faisle ko to nahin badal sakti hai magar is se mareez ka dil khush hoga.

(Tirmizi: 2087)