Rasullulah ﷺ ne farmaaya: "Jin logon ko Allah Ta'ala ne maal diya aur woh us ki Zakaat ada nahin karte, Qayaamat ke din un ka yeh maal ek bahot hi zahreele aur ganje saanp ki shakl mein saamne aayega uski aankhonke ke paas do siyah nukhte honge woh un ki gardan mein lipat jaayega aur un ke jabdon mein noch noch kar kahega. Main tumhaara jama kiya huwa maal hoon, main tumhaara khazaana hoon".


(Bukhari: 1403)

QURANISM.NET
Bukhari hadees in hindi, urdu Zakaat hadees in hindi urdu english

Random Hadees

Sone Se Pahle Ki Dua

Aayatal Kursi

Allaahu laa 'ilaaha 'illaa Huwal-Hayyul-Qayyoom, laa ta'khuthuhu sinatun wa laa nawm, lahu maa fis-samaawaati wa maa fil-'ardh, man thal-lathee yashfa'u 'indahu 'illaa bi'ithnihi, ya'lamu maa bayna 'aydeehim wa maa khalfahum, wa laa yuheetoona bishay'im-min 'ilmihi 'illaa bimaa shaa'a, wasi'a kursiyyuhus-samaawaati wal'ardha, wa laa ya'ooduhu hifdhuhumaa, wa Huwal- 'Aliyyul- 'Adheem.

(Al-Bakrah,255, Bukhari)